Movie: Agar Tum Na Hote (1983)
Song: Humein Aur Jeene Ki Chahat
Starcast: Rajesh Khanna, Rekha, Raj Babbar, Baby Shabana, Madan Puri & Asrani
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Music Director: R.D.Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Humein Aur Jeene Ki Chahat: Download
Download & Enjoy this super hit song ‘Humein Aur Jeene Ki Chahat‘ from the movie Agar Tum Na Hote starring Manoj Kumar, Asha Parekh, Simi Garewal, Pran Rajesh Khanna, Rekha, Raj Babbar, Baby Shabana, Madan Puri & Asrani. The vocal artist of this song is Lata Mangeshkar, Kishore Kumar.
पसंद आया ? अब आप जब चाहे इस गीत तो download करके सुन सकते है | आइये साथ में गाते और गुनगुनाते है Humein Aur Jeene Ki Chahat.
DOWNLOAD HERE
To Download the MP3 version of ‘Humein Aur Jeene Ki Chahat‘, click and select the ‘Save As’ option in your location to download this song.
Lyrics
Hamein aur jeene ki chahat na hoti
Hamein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Tumhein dekh ke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise
Tumhein dekh ke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein jo tumhara sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte kinara na milta
Hamein jo tumhara sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte kinara na milta
Kinare pe bhi to lehar aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
पसंद आया ? अब आप जब चाहे इस गीत तो download करके सुन सकते है | आइये साथ में गाते और गुनगुनाते है Humein Aur Jeene Ki Chahat.
DOWNLOAD HERE
To Download the MP3 version of ‘Humein Aur Jeene Ki Chahat‘, click and select the ‘Save As’ option in your location to download this song.
Lyrics
हमें और जीने की चाहत न होती
अगर तुम न होते, अगर तुम न होते
तुम्हें देखके तो लगता है ऐसे
बहारों का मौसम आया हो जैसे
दिखाई न देती अंधेरों में ज्योती
अगर तुम न होते…
हमें जो तुम्हारा सहारा न मिलता
भंवर में ही रहते किनारा न मिलता
किनारे पे भी तो लहर आ डुबोती
अगर तुम न होते…
तुम्हें क्या बताऊं के तुम मेरे क्या हो
मेरी ज़िंदगी का तुम ही आसरा हो
मैं आशा की लड़ियां, न रह-रह पिरोती
अगर तुम न होते…
हर इक ग़म तुम्हारा सहेंगे खुशी से
करेंगे न शिकवा कभी भी किसी से
जहां मुझपे हंसता, खुशी मुझपे रोती
अगर तुम न होते…
न जाने क्यों दिल से ये आवाज़ आई
मिलन से है बढ़ के तुम्हारी जुदाई
इन आँखों के आँसू, न कहलाते मोती
अगर तुम न होते…