Song: Deewana Mujhsa Nahin
Movie: Teesri Manzil (1966)
Artist: Mohammed Rafi
Music Director: R.D. Burman
Actor: Shammi Kapoor, Asha Parekh, Nazima, Premnath, Prem Chopra, Iftekhar, Helen, K. N. Singh and Salim Khan
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Deewana Mujhsa Nahin : Download
Download & Enjoy this super hit song 'Deewana Mujhsa Nahin' from the Movie Teesri Manzil starring Shammi Kapoor, Asha Parekh, Nazima, Premnath, Prem Chopra, Iftekhar, Helen, K. N. Singh and Salim Khan and sung by Mohammed Rafi music by R.D. Burman.
पसंद आया ? अब आप जब चाहे इस गीत तो download करके सुन सकते है | आइये साथ में गाते और गुनगुनाते है Deewana Mujhsa Nahin
Deewana Mujhsa Nahin Download
To Download the MP3 version of ‘Deewana Mujhsa Nahin' , click and select the ‘Save As’ option in your location to download this song.
Lyrics
दीवाना मुझ सा नहीं इस अम्बर के नीचे -२
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे
दीवाना मुझ सा ...
पाया है दुश्मन को जब से प्यार के क़ाबिल
तब से ये आलम है रस्ता याद न मंज़िल
नींद में जैसे चलता है कोई चलना यूँ ही आँखें मींचे
दीवाना मुझ सा ...
हमने भी रख दी हैं कल पे कल की बातें -२
जीवन का हासिल हैं पल दो पल की बातें
दो ही घड़ी का साथ रहेगा करना क्या है तनहा जी के
दीवाना मुझ सा ...
पसंद आया ? अब आप जब चाहे इस गीत तो download करके सुन सकते है | आइये साथ में गाते और गुनगुनाते है Deewana Mujhsa Nahin
Lyrics
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche
Paaya hai dushman ko
Jab se pyaar ke kabil
Tab se yeh aalam hai
Rasta yaad na manzil
Neend se jaise chalta hai koyi
Chalna yunhi aankhen meeche
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche
Hamne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baaten
Hamne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baaten
Jeevan kaa hasil hai
Pal do pal ki baaten
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jeeke
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche